3 Best Trick to Remember History Dates Forever | Exam Study Tips #studymotivation
Published at : January 30, 2023
3 Best Trick to remember History Dates Forever | Exam Study Tips | Class 10 SST Tips and Tricks | Study Motivation
🙏 KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram - https://www.instagram.com/motivation_quoteshala/
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala
✅ Topics Covered
how to remember dates in history, remember history dates class 10, exam tips and tricks
🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Chote Bhai Choti Bhen
Sabse zyada gussa tab aata hai
jab bar bar history ke dates padh kar bhi yaad nahi hote
Toh aj bhaiya 3 awesome tricks batane wale hai
Jis se bhale he saar par patthar pad jaye tum dates nahi bhuloge!
First Mom & Dad Story Method
Jo information ham me kuch emotions generate karti hai
Wo hame assani se yaad reh jati hai
Toh history ki dates yaad rakne ke liye
Ham apne parents ko visualise karke ek funny story create karenge
For Example Chapter Rise of Nationalism in Europe ki ek date hai
1815 Napoleon ko waterloo ki battle me Arthur Wellesley ne hara diya
Toh apne dimag me apne papa ko napoleon ke kapdo me imagine karo
Au mummy ko hath me belan liye Arthur Wellesley banwa kar bulwao
“Tum kisi kam ke nahi ho Napoleon aj 1815 wi bar tum galat sabji le aye”
Trick 2 Drama Method
For Example Salt Law ko Gandhi Ji ne 6 Apr 1930 ko toda tha
Toh mirror ke samne gandji ji ki tarah enact karke, zameen se namak utha kar bolo
“Aj 6 Apr 1930 ko mai ye aillan karta hu ki
Hamari mitti ka ye namak hamara haq hai!”
Jitna zyada drama aur dialogues utna zyada senses involved
Aur utni he zyada tagdi memory!
Trick 3 Tree MethodHar Chapter ka ek tree bana do
Aur fruits me us chapter ki dates ko
sequence me tree ke niche se leke top tak arrange kardo
Ab jab bhi dimag me tree ko chadoge, sari dates sequence me arange ho jayegi!
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWCXHOzkTk3q9gBIyYDoQ8ir
🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

3 Best Trick to Remember History Dates ForeverExam Study Tipsstudy motivation